How To Keep Safe your Chats Conversation in Whats App.(Apne WhatsApp ki chat conversation ko Kaise safe Rakhe)
How To Safe your Chats Conversation in Whats App.Apne WhatsApp ki chat conversation ko Kaise safe Rakhe
agar aap WhatsApp use karte ho aur Kabhi galti se aapka mobile band ho gaya ho ya phir dead ho gaya ho toh aapka whatsApp k Jo Bhi message hai woh bhi delete ho Jate Hain par Dosto aaj main aapko Ek Aisa Tarika batane ja Raha Hoon Jiska istemal Kar Ke aapke Jo bhi WhatsApp se message delete huye hai vo message aap ki recover Ho Jayenge.
Hame WhatsApp se baat karna ya phir Uske dwara koi bhi media, video bhejna kafi pasand hai lekin Kabhi Kabhi Aisa Hota Hai Ki hamara mobile dead ho jata hai ya phir Kabhi kharab ho jata hai is wajah se hamare mobile ka data erase ho jata hai aur jo bhi Humne phone se ya phir whatsApp se jo bhi message bheje hain wo sare delete ho Jate Hain.
Hamare Paas cloud backup hai jis ki madad se hum apna phone restart kar sakte hain aur uss Mein hamara data jaise ki Hamari images videos safe rehti hai iCloud ya phir Google Drive mein Par chat ka kya jo hum WhatsApp se apne Pyare logo ko bhejte Hain.
Surprisingly, ek Aisa Bhi Tarika Hai jis ki madad se aapka jo bhi chat ya fir data WhatsApp se delete hua hai aap usko recover ya phir backup kar sakte hain woh bhi Bina pareshani ke.
Messages backup karne ke liye aap ko sabse Pehle apna WhatsApp ka account google Drive se connect karna padega ya phir aap apne WhatsApp se apni chat ka backup data bhi bana sakte hain kuiki kabhi bhi aapka phone Agar band ho gaya ho ya phir chori ho gaya ho to aap easily apni chats ya phir media backup kar sakte hai ya phir Re-store kar sakte hain Yeh Sab aap ko kaise karna hai Maine niche step-by-step Bata diya hai aap usko follow karke apna WhatsApp k messages ko restore ya phir backup kar sakte hain.
1.Sabse Pehle Aap apni WhatsApp ko open kariye
2. Uske baad Apne whatsApp ki setting mai, apne profile pe click kariye.
3. Profile open hone ke baad chats pe click kariye.
4. Aur phir uske baad aap ko Neeche chat backup ka option aayega aap us par click kariye.
5. Next option main aapko ek Green colour ka backup ka button Milega aap us par click kariye
Aapko 5 step mein ek option Milega Jiska istemal Karke aap apne WhatsApp ka account Google Drive se connect kar sakte hain taki kabhi bhi aapke phone mein problem hai to aap easily Apne WhatsApp ka account recover kar sakte hain.
Aapko ek Aur option milega agar aap apna videos bhi recover karna chahte hain to aap include videos may be click kar Lijiye.
Aap apne WhatsApp ka data Dono Wi-Fi mobile data se backup kar sakte hain
Par Dhyan Rahe doston kabhi bhi aap apne WhatsApp ka data recover karne lage toh aap apne mobile ka sync on rakhiye.
Yeh Sab karne ke baad aap ka WhatsApp ka data safe Hai Agar kabhi bhi aapke mobile mein koi problem ho jati hai aur aap apna WhatsApp ka account Kisi Aur Ke mobile mein ya phir Kisi New mobile mein use karna chahte hain toh aap simply usi account se open kariye jis mein aapne backup Kiya Hai jab aap apna WhatApp ka account kholenge to ek notification Aayegi message ko restore karne ke liye aap uski madad Se Apna message ka backup kar sakte hain.
Aur Agar yeh notification aapke WhatsApp mein nahi aaye toh aap manually setting Mein jaake Chat pe click Karke Aur phir chat backup pe click Karke aap backup pe click Karke Apna chat ya phir conversation recover kar sakte hain.
Toh Dosto Yeh Raha Ek simple Tarika Jis Ka istemal Karke aap apna whatApp ke message ko recover ya backup kar sakte hain.

Post a Comment